How to add sitemap on google search console | Sitemap kaise add kare ? | Blogger sitemap - Technotips

Breaking

BANNER 728X90

Friday, 30 July 2021

How to add sitemap on google search console | Sitemap kaise add kare ? | Blogger sitemap

hello friends kya apne sitemap ko google serch console me add karna nahi jante hai. to aap bilkul sahi jagah par aaye hai. aaj ham aapko batayenge ki aap log apne website ka sitemap google search console me add kaise kare? to chaliye shuru karte hai.

search console

Sitemap kaise add kare ?


Sitemap ek aisi xml file hoti hai jo google ko apke site par likhe gaye posts ke bare me information provide karati hai. Jisse google search console apke pages ko crawl karke unhe google me index kare.


Blogger website ka sitemap search console me kaise add kare?


Agar aap apne sitemap ko dekhna chahte hai to aap google me search kare -

YourUrl/sitemap.xml

Aap google me jaise hi ye search karenge aapka sitemap xml file apke samne open ho jayega. Isme apka website ki posts ka link xml file me hoga, Inhi link ko google crawl karta hai aur apke posts ko google me index karta hai.


How to add sitemap on google serch console Step-by-Step


Sabse pahle apko apne google search console dashboard ko open karna hai-

console 1



Dashboard me left sidebar me ek option hoga 'Sitemaps' ka uspar click karna hai-

console 2



Phir apko kuchh aisa interface milega. Isme apko apna sitemap add karna hai jaisa ki is image me bataya gaya hai. Isme pahle se apka url dikha raha hoga usake aage apko /sitemp.xml likh dena hai-

console 3



Sitemap add karne ke bad SUBMIT par click kar dena hai- 

console 4



Usake bad apka sitemap google search console me successfully add ho jayega-

console 5



Apko Sitemap add karne ke bad kuchh nahi karna hai google khud hi apke posts ko crawl karke google me index kar dega. To friends jis tarah apko is article me bataya gaya usi tarah aap apne sitemap ko google search console me add kar sakte hai.

I hope ye article apko achha laga hoga aur aap logo ke liye helpful hoga.

Thanks!

No comments:

Post a Comment