Mobile se FB Profile lock kaise kare?
Mobile se FB Profile lock kaise kare? Agar aap bhi apne moblie se Ji ha jo mobile phone aap use karte hai usse apne facebook profile ko lock karna chahte hai to aap bahut sahi jagah par aaye hai. yaha par ham aapko batayenge ki aap kaise apne mobile se apne facebook profile ko lock kar sakte hai. Wo bhi easy method se.
Before Lock and After lock
Before lock :-
Agar aap apne FB profile ko lock nahi kiye honge to aapke profile photo se sath sath apke dwara post kiye sabhi photos/videos yaha tak apke personal details ko koi bhi dekh sakta hai.
After Lock :-
But Agar aap apne Facebook Profile ko lock kiye honge to apke friends ke alawa koi bhi apke facebook profile, Photos/Videos aur personal details ko koi bhi nahi dekh payega.
How to Lock your Facebook Profile by using Mobile?
Pehle apke facebook app ko open kar le. Usake bad apko top right side corner me ek three dots ka button dikhega usapar click kare-
Three dots par click karne ke bad apko kuchh aisa interface dikhega. Isme apko See your profile par click karna hai -
See your profile par click karne ke bad apko apki profile dikhayi degi. Isme jo Three dots dikh rahe hai apko uspar click karna hai-
Three dots par click karne ke bad apko kuchh aisa interface milega. yaha par apko lock profile ka option milega apko uspar click karna hai-
Click on lock your profile.
Congartulations! apki profile lock ho chuki hai. Ok par tap kare.
Ab apke friends ke alawa apke persnal photos videos ko koi aur nahi dekh payega.
I hope apko ye article pasand aya hoga. aur aap logo ke liye helpful hoga
Thanks!
No comments:
Post a Comment