How to fix server error 5xx | Google search console error fix - Technotips

Breaking

BANNER 728X90

Thursday, 26 August 2021

How to fix server error 5xx | Google search console error fix

Hello friends, Aap sabhi ka swagat hai hamare ek naye helpful article me aur aaj ham aap logo ko batayenge How to fix server error 5xx. Dosto aaj kal hamare website ke search console me jab ham url Inspection karte hai to hame Server error 5xx ka error aata hai.

How to fix server error 5xx


Server error 5xx in google search console

Aur agar aap bhi apne is error ko solve karna chahte hai. hamare is article ko pura padhiye is article me poori jankari di jayegi ki Server error 5xx kyo aata hai ise kaise fix kare kare isiliye maine is article ka title diya hai How to fix server error 5xx.


Server error 5xx kyon aata hai?

To friends ye error isliye aata hai kyoki jab google apke url ko crawl karta hai to wo apke dwara diye gaye link ko access nahi kar pata hai. Tabhi apko ye error dekhne ko milta hai. Jab tak Google apke link ko crawl nahi kar payega tab tak apke link google me kaise index hoga.

Chaliye apko saral bhasha me samjhate hai jab aap apne article or blog post ke link ko google me submit karte ho uske bad Googlebot apke blog post ke link ko access karne ki koshish karte hai. 

Aur jab Google bot apke link ko access nahi kar pata hai tabhi apko is prakar ke errors dekhne ko milte hai. ab ye to ho gaya ki server error 5xx kyo aata hai? Ab bat karte hai How to fix server error 5xx in google search console.


How to fix Server error 5xx?

Aaj main apko do methods bataunga Server error ko fix karne ke liye -

1st. Do nothing only wait for 24 hours.

2nd. Check your robot.txt file.


1. Do nothing only wait for 24 hours

First method me apko apne search console ya site ke setting me koi bhi chhed khani nahi karni. bas apko error aane ke next day tak wait karna hai. More chance hai ki apka error solve ho jayega. Please aap error aane ke 24 hours tak kuchh bhi chhedkhani na kare apne blog setting ya google search console me.


2. Check your robot.txt file

Agar apka error first method se nahi solve hota hai to aap is method ko use kar sakte hai. 2nd method me apko apne site ke robot.txt ko check kar lena hai ki kahi apka robot.txt file kahi google ko crawlers ko block to nahi kar raha hai. 

Agar apke robot.txt me koi dikkat hogi tab bhi apko ye dikkat aa sakti hai. Agar apke robot.txt agar googlebot ko disallow kar raha hai to use allow kijiye. aur phir 24 hours tak wait kijiye.

I hope is article how to fix server error 5xx in google search console apko pasand aaya hoga aur aap logo ke liye labh dayak hoga.  


Read More :-

How to viral your blog post | Blog Post ko viral kaise kare? | Viral blog post

No comments:

Post a Comment